


27/04/2010
Poetry collection


30/03/2010
Sad Poetry Collection
Usay kehna
Abhi tak dil dharakhta hai
Abhi tak saans chaltii hai
Abhi tak meri ye ankhain
Soohanay khawab bunti hain
Meray hontoon ki junbish main
Tumhara naam rehta hia
Abhi barish ki bondoon main
Tumhara piyar baqi hai
Usay ye bhi bata daina
Abhi izhaar baqi hia
Abhi yaadon k kantoon say
Mera daman ulajhta hai
Tumhara piyar seen…ay main
Kahin ab bhi dharakhta hai
Hawa ab bhi mawaqif hia
Humaray saath chaltii hia
Usay kehna…!!
Judai ka abhi mousam nahi aaya
Mohab’bat ki kahani main
Kahin par ghum nhai aaya
Magar sub kuch badalnay main
Bhala kai dair lagti hai
Naya sooraj nikalnay main
Bhala kai dair lagtii hai
Usay kehna!!
Woh jaldii faisla kar lay
Naiee rastoon pay chalnay main
Bhala kia dair lagtii hai

Abhi tak dil dharakhta hai
Abhi tak saans chaltii hai
Abhi tak meri ye ankhain
Soohanay khawab bunti hain
Meray hontoon ki junbish main
Tumhara naam rehta hia
Abhi barish ki bondoon main
Tumhara piyar baqi hai
Usay ye bhi bata daina
Abhi izhaar baqi hia
Abhi yaadon k kantoon say
Mera daman ulajhta hai
Tumhara piyar seen…ay main
Kahin ab bhi dharakhta hai
Hawa ab bhi mawaqif hia
Humaray saath chaltii hia
Usay kehna…!!
Judai ka abhi mousam nahi aaya
Mohab’bat ki kahani main
Kahin par ghum nhai aaya
Magar sub kuch badalnay main
Bhala kai dair lagti hai
Naya sooraj nikalnay main
Bhala kai dair lagtii hai
Usay kehna!!
Woh jaldii faisla kar lay
Naiee rastoon pay chalnay main
Bhala kia dair lagtii hai
“Mohabat main koi sazaa day raha hai”
Mujhay khatm kernay ki thani hay uss nay
Main khush hoon woh sharf-e-qaza day raha hay
Main khush hoon woh sharf-e-qaza day raha hay
Kater ker meray bal-o-par keh raha tha
Khuli her taraf yeh fizaa day raha hay
Khuli her taraf yeh fizaa day raha hay
Jo maqtal main ham nay jh…ukaya th sar ko
Woh samjha Adab-e-raza day raha hay
Woh samjha Adab-e-raza day raha hay
” Besabab chor diya tummy koi ILzam dia hota”
Main mar Q na gaya teri Narazagi sy pehly,
Mujhy chorna tha to koi Laqb-E-Budnaam dya hota,
Mujhy chorna tha to koi Laqb-E-Budnaam dya hota,
Main Umar bhar k liye nahi kehta k mera 7 dedo,
Bs jine ko koi dilasa kisi Sham diya hota,
Bs jine ko koi dilasa kisi Sham diya hota,
Tumhain pane ki talab mei kitna roya dil e Muztar…,
Rat bhar jagny ki ibadat ka koi INA’AM diya hota,
Rat bhar jagny ki ibadat ka koi INA’AM diya hota,
30/01/2010
Piyas Or Paani
Mere wajood ki jageer us ne maangi hai
Ajab khwab ki tabeer us ne maangi hai
.*~*.*~* .*~*.*~* .*~* .
Uski qaid mein rehti hoon main pehle bhi
Na jany phir kyon zanjeer us ne maangi hai
.*~*.*~* .*~*.*~* .*~* .
Ghumaan hota hai wo bhool sakta hai mujhe
Kyon k aaj meri tasweer us ne maangi hai
.*~*.*~* .*~*.*~*.*~* .
Mere Khuda mujhe us k naseeb mein likh de
K mujh se meri taqdeer us ne maangi hai
.*~*.*~* .*~*.*~* .*~* .
23/01/2010
Tere Hamraah Chalna Hai…
.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.
.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.*~*.
26/11/2009
Sadness Poetry
Bichrah Hai Jo Ik Bar Tu Miltey Nahin Dekha
Is Zakhum Ko Hum Nay Kabhi Siltey Nahin Dekha
Ik Bar Jisay Chaat Gai Dhoop Ki Khawahish
Phir Shakh Pe Us Phool Ko Khiltey Nahin Dekha
Ye Lakht Gira Hai Tu Jarain Tak Nikal Ayin
Jis pair ko Andhi Mei Bhi Hiltey Nahin Dekha
Kis Tarah Maree Roh Haree Ker Gaya Akhir
Woh Zehar Har Jisay Jism Mein Khilte Nahin Dekha






07/09/2008
…:::Pyar Per Bas To Nahi:::…


29/04/2007
…:::Her Ghardi Na Jannay Kion:::…


No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.